Sunday, August 28, 2011

WO Ek aansoo girne ki bajah bhi puchhta tha


Wo to aisa tha ki-
Ek aansoo girne ki bajah bhi puchhta tha,
Ae dost-
Per na jane kyun ab use,
Barsat ki bhi perwah nahin…..


Tanha rehna to sikh gaya ye dil,
Per kabhi khush na reh payenge,
Teri duri to sehna sikh gaya ye dil, per-
Tere pyaar ke bina hum jee na payenge….


Pyaar kamjor dil se kiya nahin ja sakta,
Zahar dushman se liya nahin ja sakta,
Dil me basi hai ulfat jis pyaar ki,
Uske bina jiya nahin ja sakta…

Santa – teri aur bhabhi ki Jodi to RAM-SITA ki Jodi hai.
Banta – kahan yaar, na to wo dharti me hi samati hai, aur-
  Na hi koi RAWAN  use utha ke le jata hai  …….

Aaja kitni raatein tanha bita chukka hun,
Aankhein jala chukka hun,
Tum aaogi ek din isi intezar me-
Na jane kitni hasaratein mita chukka hun….

Banta – tum itni der se apni marriage certificate me kya dekh rahe ho?
Santa – expiry date dhundh raha hun….

Some husbands hold wife’s hand in Malls, because if they leave her, she will go for Shopping.
It looks Romantic,but-
Actually it’s ECONOMIC…..

Dimag aur Dil me utna hi fark hai,
Jitna Phonebook aur Inbox me,
Phonebook me hazaron milte hain,
Magar Inbox me sirf apne hin milte hain…

Malik :- tumhe pata nahin me naha raha hun, fir bhi tum bathroom me ghus gaye.
Naukar :- maaf kar do malik, me socha Memsaaheb hain….


Sukoon-e-jaan ke liye dua kaise karun,
Dard to usne diya hai, gila kaise karun;
Sochta hun ki me mar jaun,
Lekin-
Usko zamane me akela kaise karun…


Sah liya har dard humne haste haste,
Ujad gaya ghar mera baste baste,
Ab wafa karein to kis se karein,
Wafa karne gaye to,
Bewafa hi mili raste raste…,..


Teacher- tum bade hokar kya karoge?
Boy – shadi.
Teacher – nahin, mera matlab hai kya banoge?
Boy – dulha.
Teacher – oh, I mean bade hokar kya hasil karoge?
Boy – dulhan….


Best Gift – Zindgi,
Best Ehsaas – Khushi,
Best Feeling – Pyaar,
Best Relation – Dosti,
Best Person – Hum,
Best Friend – Aap…


Santa to Banta :- what is Skeleton?
Banta :- Skeleton is a Person who started dieting , but forgot to Stop it…..


A boy was going with her Lover.
His friend asked – who is she?
Boy – my Cousin.
Friend smile & said :- last year she’s my cousin…


Mohabbat karke dekha hai,
Mohabbat ko pehchana hai,
Isme wafa bas naam ka hai,
Ye bewafai ka fasana hai…


Dil ye ummid toda hai kisi ne,
Sahara dekar choda hai kisi ne,
Hum aaj Rab se puchhenge-
Kya toota dil bhi joda hai kisi ne…


Koi ro kar juda hota hai,
Koi hans kar juda hota hai,
Juda hone ka ghum to tab hota hai, jab-
Koi kisi ka hokar juda hota hai….


Experience is that marvelous thing that enables us to recognize a mistake when we make it again. Gd morning.


Pyaar tera bhula na paunga,
Me hun pardesi laut aaunga,
Message toh tere delete kar diya maine,
Lekin teri yaadein kahan chhupaunga……


Etc is used in technical or informal writing, but in formal writing ‘and  so on’ or  ‘ and so forth’  is preferred..


No comments: